unke bhulne ka andaz kuch aisa tha ki hum unhe yaad aa na sake,
leke unkoin apni bahoin mein hum dil me sama na sake,
gujar wo jis raste par hum khade the,
meri wafao ki shila yahi mila ki,
wo nazre utha na sake aur hum nazre jhuka na sake.
log puchhte hain ki itni achi shayriya kaise kar lete ho, chand laino me itna dard kaise bhar lete ho, maine kaha ye shayriya nahi meri sachhai hain, kuch dard ankhoin me samet leta huin, kuch dard kore pannoin pe udel deta huin.
Showing posts with label yadein. Show all posts
Showing posts with label yadein. Show all posts
Saturday, 22 January 2011
Tuesday, 18 January 2011
aaj unki yadoin mein dub jane do
kanta hi sahi par inhe chubh jane do
gujare the jo pal unke sath kal tak
aaj fir unhe dohrane do
aaj unki yadoin me dub jane do
geet gazal kehte the jo unhe dekhkar
aaj fir un lamhoin ko gungunane do
dekhe the jo khwab unki bahoin mein
un sheeshe jaise sapnoin ko tut jane do
aaj fir un lamhoin ko gungunane do
kanta hi sahi par inhe chubh jane do
gujare the jo pal unke sath kal tak
aaj fir unhe dohrane do
aaj unki yadoin me dub jane do
geet gazal kehte the jo unhe dekhkar
aaj fir un lamhoin ko gungunane do
dekhe the jo khwab unki bahoin mein
un sheeshe jaise sapnoin ko tut jane do
aaj fir un lamhoin ko gungunane do
Monday, 22 November 2010
part2 aaj uski yaad aa gyi
ab to sanso se jud chuki hai unki yadein
jindgi khatm ho jaye par unki yadoin ke bina jina mushkil hai..
jindgi khatm ho jaye par unki yadoin ke bina jina mushkil hai..
aaj uski yaad aa gayi
na jane wo kyuin yad aa gyi.
bhulana chaha usko jitna pas aa gayi.
dil nhi chahta hai fir use bhulana
ankhoin mein banke pani wo chha gai...
ab to yadein hi hain kafi.
unke nam jindgi gujarne ke liye.
gujr chuka tha jo mausam patjhad ki tarah.
banke badli wo mujhpe chha gai...
aaj uski yad aa gai...
mausam to badal jate hain.
par uska badlna mushkil hai.
tufan to ruk jate hain sahilo par aakar.
par unki yadoin ki aandhiyo se bachna mushkil hai...
ab to sanso se jud chuki hain unki yadein next part 2

Monday, 15 November 2010
Haan mai is kadar kho jaunga...
duniya ki bhid mein is kadar kho jaunga.
bebas dhundhegi teri ankhein par main najr na aunga.
kuchh yadein tum samet lena apne aanchal mein.
kuch yadein lekar mai gujar jaunga.
haan mai is kadar kho jaunga...
yaad ayegi meri to bite kal ko palat lena.
yuin hi kisi panne me muskurata hua mil jaunga.
apne ankho se bahne na dena in ansuo ko.
girte hue ashkoin mein sirf mai najar aunga.

Subscribe to:
Posts (Atom)